मंगलवार, 3 मार्च 2009
Choo kar mere mann ko
Duniya ka sabse bada rog
kya kahenge log.
Aadat par jaldi kaboo nahi paya jaye to vah lat ban jati hai.
Gulami or Aajadi har yug men samaj ke do ang rahe hai. jab nokar ke adhikaro ko nishedh kar diya jata hai to vah gulam ho jata hai.
Ameer ki taakat ki bhookh or gareeb ki roti ke dard ne krantiyo ko janam diya hai.
swagat
Aagman hai aaj kavi ka
ratri men uday ravi ka
ajir mere aaya vasant
praharsh hai chaya digant
didriksha poorn hui varsho men
amol chan hai sahasro men
darshan aaj huye sakshat
isi chan kar loo abhisat
ameelit chkshu aaj mere
bahate hai premaashru mere
aaj alabhya avsar aaya
kavivaro ka sang paya
sobhagya chan sadev aaye
akinchan yadi aashish paye----------------Kiran Nitila Rajpurohit
ratri men uday ravi ka
ajir mere aaya vasant
praharsh hai chaya digant
didriksha poorn hui varsho men
amol chan hai sahasro men
darshan aaj huye sakshat
isi chan kar loo abhisat
ameelit chkshu aaj mere
bahate hai premaashru mere
aaj alabhya avsar aaya
kavivaro ka sang paya
sobhagya chan sadev aaye
akinchan yadi aashish paye----------------Kiran Nitila Rajpurohit
सदस्यता लें
संदेश (Atom)