Kroor Thapede
samay ke
kroor thapede
swapn mere
chuur kar gai,
ur ki peeda
uda le jati
aisi aandhi
aai na koi,
bahut bhigoya
khare paani ne
gaalon ko
man ki tees ko
or kureda ,
pighla na saka
kisi ke harday ko
sada geeli rahi
aankho ki kor,
dilasa diya
door se hi sabne
kandhe par haath
na diya kisi ne
Kiran Rajpurohit Nitila
गुरुवार, 9 अप्रैल 2009
Coo kar mere man ko
Jo pehli bar rasta banata hai use sabse jyada kasht hota hai.
Accha khana , accha pehnana , sukh se rahna hi to sukh ki paribha to nahi.
Purush to Kuraan ki baate manege hi kyonki usme unko hi tavajjo dee gai hai lekin ladkiya ? stri hone ka matlab yah to nahi ki vah purush se heen hai.
Tasleema Nasreen
सदस्यता लें
संदेश (Atom)